aaj bhi tum rehti ho man mein
aaj bhi tera pyar hai jawan,
dhadkan ban kar basi ho dil mein
lahu ki tarah rag-rag mein ho rawan,
chalta hu mein usi ret par
jis par hai tere kadmon ke nishan...2
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
tu khud ek GHAZAL hai, tujhe shayari kya sunau, ji karta hai teri nigahon se pita chala jau, door na hu tujhse umr bhar, in zulfon ki chav mein jita chala jaun...
No comments:
Post a Comment