aaj fir kalam uthi hai meri
ke tera khayal aa raha hai mujhe
aaj fir ek nagma hoga bayan
ke tera khayal aa raha hai mujhe
hasratein ho rahi hai jawan
ke tera khayal aa raha hai mujhe
toot-ti sansein fir jud rahi hai
ke tera khayal aa raha hai mujhe
hai fir ek nayi umang jagi
ke tera khayal aa raha hai mujhe
lagta hai ek fariyad hai baki
ke tera khayal aa rha hai mujhe
ab poojne laga hu rab ko mein
ke tera khayal aa raha hai mujhe
tera hijr ab nahi nibhta mujhse
ke tera khayal aa raha hai mujhe
aaj fir dil tuta hai mera
ke tera khayal aa raha hai mujhe
aaj fir khoon behta hai ankhon se
ke tera khayal aa raha hai mujhe…
hun mein majboor kaise karu tujhse bayan
jo dard dukha raha hai mujhe
hai bas teri hi khalish baki is dil-e-naamuraad mein
jo pal-pal tadpa raha hai mujhe…
ke tera khayal aa raha hai mujhe...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ur gazals r like mirror,clearly reflecting ur being.i wonder how cn somebdy write wid such depth without experiencing d pain of a heartbreak.bt still i only wish u never had n neverever hav dis pain
ReplyDeletethanks for the wishes...please tell me your name
ReplyDeleteWell I went through your blog , badi jor shor se shayri, kavitayen kahi ja rahi hai aaj kal , kya baat hai ???
ReplyDeleteBhaoot si kavitayen acchi lagi ,
Kahir , a few suggestions ( haalaki maine khud kabhi kuch nahi likha kaha , par be maangi salah deta rahata hoon ,
First join some communities , from my community list , like mirza ghalib , and sahir ludhiyanwi ,
Ghazals have a very rigid anatomical structure(sher ,kaafiya radeef and baher) , the basic of which are available on many sites ,go through them .
Keep writing and editing what you have written time and again like ,
zindagi ek bhanwar mein ulajh kar reh gai
kash tu, bas tu, mera patwaar hua hota (meri patwar sayad jayada sahi ho ?)
shekhar
thank you sir, bahut sahi salah hai aap ki...koshish karunga improve karne ki...lets c kitna ho pata hai...
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete